
Iska kya matlab hai: mammi-paapa ya dost se baat karne par shaayad aapko koi sujhav mile, jisse aap apni chintayen kam kar paayen. is vajah se main agle din ka saamna kar paati thi.”- marilyn.īible mein likha hai: “chintaon ke bojh se man dab jaata hai, lekin achhi baat se man khush ho jaata hai.”- neetivachan 12:25. main bejhijhak apni pareshani unhein batati thi.

mujhe apne mammi-paapa par poora bharosa tha. “jab main chhathi class mein thi, tab school se ghar aane par mujhe bahot chinta hoti thi aur main agle din ke baare mein sochkar ghabra jaati thi. Iska kya matlab hai: jo log har chhoti baat ke baare mein zyada nahin sochte, unhein chintayen kam hoti hain.

mujhe tay karna chahiye ki kaun-si baatein zyada maayne rakhti hain aur fir unhin mein apni taakat lagani chahiye.’- alexis.īible mein likha hai: ‘pehchaniye ki zyada ahmiyat rakhnevali baatein kya hai.’- filippiyon 1:10. ‘mujhe lagta hai ki mujhe kisi maamle ki chhoti-chhoti baaton par zyada dhyan dene ke bajay pehle use achhi tarah samajhna chahiye. Iska kya matlab hai: kabhi-kabhi aisa hota hai ki aap apne haalaat nahin badal sakte, lekin unke baare mein aap apni soch badal sakte hain.Īpne haalaat ko sahi nazar se dekhiye. kyonki museebat ki ghadi kisi par bhi aa sakti hai aur haadsa kisi ke saath bhi ho sakta hai.’- sabhopdeshak 9:11. lekin yah bhi maankar chaliye ki sabhi baatein aapke bas mein nahin hain.”- robert.īible mein likha hai: ‘na to sabse tez daudnevala daud mein hamesha jeetta hai, na hi gyaani hamesha kaamyab hota hai. “kisi haalaat se nipatne ke liye aapse jitna ho sake, woh keejiye. Jis haalaat par aapka koi zor nahin, usi mein jeena seekhiye. Iska kya matlab hai: kal ki chinta karna buddhimani nahin hogi, kyonki ho sakta hai ki unmein se kuch baatein kabhi hon hi na. aaj ke liye aaj ki pareshaniyaan kaafi hain.”- matti 6:34. aap jis baare mein chinta kar rahe hain, kya woh agle din, agle maheene, agle saal ya agle paanch saal baad maayne rakhega?”- anthony.īible mein likha hai: “agle din ki chinta kabhi na karna kyonki agle din ki apni hi chintayen hongi. Iska kya matlab hai: agar chinta karne se koi hal nahin nikalta, to isse aapki pareshani badh jaayegi ya yahi aapki ek nayi pareshani ban jaayegi.Įk vakt par ek hi kaam keejiye. yah aisa hai jaise aap us kursi par baithe hain, jis par aap baithe-baithe hil to sakte hain, par kahin jaa nahin sakte.’- katherine.īible mein likha hai: “tummein aisa kaun hai jo chinta karke ek pal ke liye bhi apni zindagi badha sake?”- matti 6:27. ‘apni zimmedariyon ke baare mein chinta karna ek baat hai, magar had-se-zyada chinta karna doosri baat hai. Khud se poochhiye ki kya aapka is tarah chinta karna sahi hai. Lekin agar aap is had tak chinta karte hain ki aap theek-se soch hi nahin paate maano aap kisi bhoolbhulaiya mein fans gaye hon, to kya aisi chinta sahi hogi? Jeevan ki sachchai: jab chinta karne se aap sahi kaam karte hain, tab chinta karna faaydemand hota hai. solah saal ki serena ka kehna hai ki agar aap is baat ko lekar chinta mein hain ki aap kisi galat raah par chal pade hain aur aapka vivek aapko chetavni de raha hai ki aapko kuch badlav karne hain, to yah chinta galat nahin hogi.- yakub 5:14 se tulna keejiye. Kuch had tak chinta karne se aap khatre mein padne se bhi bach sakte hain. is baat ki chinta hone se shaayad aap is hafte jamkar padhai karein aur is vajah se aapke achhe number aayen. maan leejiye, agle hafte school mein aapki pareeksha hai. Yah bhi dhyan rakhiye ki chinta hone se ek vyakti sahi kaam bhi kar sakta hai. darasal bible mein likha hai ki jab koi apnon ke liye chinta karta hai ki woh khush rahein, to uska chinta karna sahi hai.- 1 kurinthiyon 7:32-34 2 kurinthiyon 11:28. ( 2 timuthiyus 3:1) is vajah se jitni chinta badon ko hoti hai, utni hi bachchon ko bhi ho sakti hai.Īisa nahin hai. Jeevan ki sachchai: bible mein likha hai ki hum ‘sankaton se bhare aise vakt’ mein ji rahe hain, “jiska saamna karna mushkil” hai. main hamesha yah chinta karti rehti hoon ki pata nahin aage kya hoga ya main apna kaam kaise kar paaungi.’- lora. ‘pressure cooker ki tarah mere dimag mein kuch-na-kuch chalta hi rehta hai. “jab log mujhse kehte hain, ‘tumhare to bade maze hain kyonki tum ab bhi school mein ho,’ tab main khud se kehta hoon, ‘unhein nahin pata ki mujhe school mein kitna tanav rehta hai!’”- daniel. yah bilkul vaisa hi hai, jaise ek hamster ( ek tarah ka chooha) pahiye par ghoomta to rehta hai, magar woh kahin pahunchta nahin!”- ain. mujhe aisa lagta hai ki main mehnat to bahot karti hoon, lekin kuch nateeja nahin nikalta.

?’ mujhe un baaton ki chinta rehti hai, jinke baare mein doosre log shaayad hi kabhi sochein.”- charles. ?’ ‘kahin hamari car ka accident ho gaya to. “main har vakt sochta rehta hoon, ‘kahin kuch ho gaya, to. Kya aapko bhi neeche bataye logon ke jaisa hi lagta hai?
